Monday, May 23, 2011

Mile Tum

Jis din mile tum
Jeevan mein bhar gaye naye rang
Iss kadar chaaye dil per tum
Ki badla har dhang
Shuruat thi nayi aur kathin
per sab tha aasan tumhare sang
Samaye ke saath sab badla
Aur aaj humari zindagi mein hain ek nai tarang
Kash ki tum pehle milte
Bhar jaati iss jeevan mein aur bhi zyaada umang..

No comments:

Post a Comment